Equal bolna ashan h par use nibhana utna hi muskil, aaj ke log kehte h ladka our ladki barabar h par kya aisa h.. Nhi aaj bi ghar me koi bat hoti h to bola jata h tum ladki ho kam bolo sasural jana h hamari insalt karaogi tum agar wahi bat ladke ne boli ho to achi bat h... aaj bi hamare samaj me aisa h jaha ladkiyo ko galat bola jata h agar kisi ladki ka rep hota h to log bolte h ladki ki galti h usne hi use aisa karne pe majboor kiya hoga.., uske kapde se le kar uske creator tak sawal uth jata h par us ladke pe ek bi sawal nhi.. aisa kyu hota h.? Kya ham ladkiya insan nhi..
No comments:
Post a Comment